Thursday 15 March 2012

karun sajda ek khuda ko

 karun sajda ek khuda ko
parhun kalma ya main dua dun
dono hi ek khuda aur mohabbat

khuda k nam pe sajday mein sar jhukna ibadat hai
wo dil ALLAH ka ghar hai ke jis dil mein mohabbat

parhun ayat koi surat, sanam ke naam ka kalmaa
waffa ke do hi danon par tasbeeh to mukammal hai
wo jannat ho ya ye duniya
inhi lafzon ki chahat h

mohabbat hai khuda jaisi
khuda he to mohabbat hai

No comments: