Tuesday 28 January 2014

Itna na mahsus kar muje khud ke kareeb,


 Itna na mahsus kar muje khud ke kareeb,

Suna hai muhobbat mai judai lazim hoti hai.

Wednesday 22 January 2014

Monday 20 January 2014

Mat karo mere alfazo ko tum is kadar pasand


 Mat karo mere alfazo ko tum is kadar pasand,

Kahi tumhe is shayar se pyaar na ho jaye..!!

Aaj Tu Zauq-E-Sukhan Urooj Pe Hai,

Aaj To Zauq-E-Sukhan Urooj Pe Hai,

Aaj Likhoo'n Ga Wohi Jo Rulaye Tum Ko.

Wednesday 15 January 2014

Na Haath Thaam Sake Na Pakarr Sake Daaman,


 Na Haath Thaam Sake Na Pakarr Sake Daaman,

Bahut Qareeb Se Utth Kar Chala Gaya Koi…!!

Monday 13 January 2014

Mujhe kuch bhi afsos nahi,


Mujhe kuch bhi afsos nahi ki mere pas sab kuch hona chahiye tha,

Main Uss Waqt bhi muskurata tha jab mujhe Rona chahiye tha.

Monday 6 January 2014

Mere liye bhi ab koi wajib dua kare

 

Mahroom-e-Khushiyon ka gham kab se utha raha hoon,

Mere liye bhi ab koi_____wajib dua kare....!!!!